|
E habib e kird e gaar apna bana Ho
Jaan o dil tareeq hein asiyaan kaseer E kareem o gham gusaar apna bana
Qurb ki lazzat se kyuun mahroom hein Jaan o dil hein ashqbaar apna bana
Katt gaye din zindagi ke (unknown word?) mein Ruuh ki sunle pukaar apna bana
Ghayr ke kabze se dil azaad kar E dil o ke tajdaar apna bana
Apna chahat justjuu aur aarzu E bahar e husne-yaar apna bana* (*original line: ye inayat ki jiye sarkar apna bana)
Mohtakif huu shaha ki dehleez par Jaan o dil tuj par nisaar apna bana* (*original line: q
Kuch nahin Siddiqui nisbat ke bagher Bas yehi darul karaar apna bana
|
* Ramadan Mubarak! *
Check out our specials:
__________________